Ek mobile se Dusre mobile me Balance Transfer kaise kare ?
Ek Samay Tha Jab Ham Kisi ko call karne ke liye STD – PCO ki shop me jaya karte the. lekin jab se hamari life me smartphone aaya hai tab se STD – PCO wale bichare bekar ho gaye hai. Aajkal Mobile phone Har kisi ke pas hota hai. kisi ko kahi bhi call karna ho to mobile ne simple bana diya hai. kisi ka bhi contact karna ho to aapke pas isaka Number, Mobile phone aur , Mobile me balance chahiye. Agar Balance ha Ho To ? Kya Ham Free call kar sakte hai ? Possible nahi hai. Ek rasta hai ham Dusare Phone Se Apne mobile me Balance transfer kar Sakte hai.
Call karne ke Liye Mobile me balance hona jaruri hai. kai bar kisi ko call karte karte Balance khatma ho jata hai. Bat bhi Itani impotent hoti hai. tab kya kare ? ham kisi aur ke Mo. Number se Apane Number pe balance Transfer kar Sakte hai. Is Article meidea, Airtel, Telenor, Vodafone, Aircel, Reliance GSM, BSNL Aur Tata Docomo sim card se balance Transfer karne Ke Tarike – Tips Bata rahe hai.
Note : Yaha Aapko Jo Tricks – Ussd Code Diye hai ye Sabhi aap Jab Ise istemal Kare Aur work na kare to Comment me Bata Dena. Ham updated transfer balance USSD Code O
ur Method – Latest tricks Provide karenge.
How to Transfer Balance from Idea to Idea
Idea Se idea Me Balance Transfer karne Ke liye Ye Tricks Use Kare.
Tricks : 1 :
- Sabse Pahle Aapke mobile Ka Dialer Open kare.
- Ab Yaha Aapko *151* aur Isake Pichhe country code (91) Add kare.
- bad me Jis Mobile Me Balance bhejanaHai Ye Number Add kare.
- Ab * add kareke amount ( paise ) add Kare.
- Last me # Add karke Dial kare.
Example : *151*91XXXXXX4769*10#
Tricks : 2 :
- message me jaye.
- GIVE Likhe.
- Spec chood kar jisako bhi balance bhejana hai usaka Nubmer add kare.
- Fir Spec Chhode Aur Paise Likhe.
- 55567 pe Send kare.
Example : GIVE 98XXXXXXXX 28
Note : Idea Users Rs. 5/- se Rs. 100/- tak, Ek din me sirf 3 times hi balance transfer kar sakta hai. Same number pe sirf ek bar aur Balance jisne send kiya hai uska Idea Number 90 days purana hona chahye or receiver ka number bhi 30 days purana hona jaruri hai.
how to balance transfer in airtel prepaid ?
Transfer Balance from Airtel to Airtel ? Is USSD Code Method ko Follow kare.
- Phone ko open kare uar *141# dial kare.
- Ab menu Open hoga isame ye sabhi option hoge.
1) Share Talk time
2) Buy happy hours Pack
3) Take Loan/Ask for Talk time
4) Gift Pack
5) Call me Back Sms
6) Account
7) Help
2) Buy happy hours Pack
3) Take Loan/Ask for Talk time
4) Gift Pack
5) Call me Back Sms
6) Account
7) Help
- isame se 1st option “Share Talk Time” select karna hai.
- “1” Enter kare aur “Send” kare.
- Ab Jitana balance Transfer karana hai wo amount add kare.
- Bad me Jis Number pe balance bhejna hai wo Enter kare.
- wait…5 minutes Aapka Balance send ho jayega.
Note: Aap Rs.5 – Rs.30 tak Main Balance transfer kar sakte hai, aap ke Airtel SIM me Rs 10 minimum balance bhi hona chahye. Aap ek din me sirf 5 bar aur month me sirf 30 times balance bhej sakte hai.
Telenor (uninor) Balance kaise transfer kare
Idea, Vodafone ki tarah Uninor bhi USSD codes se main balance transfer karne ki features deti hai. Apko sirf apne mobile ke dial pad pe *202*<Mobile Number>*<Amount># type karna hai.
Example – Rs. 30/- transfer karne ke liye*202*XXX6543210*30# dial kare.
Note : Rs. 5 Se Rs. 50 tak transfer ho sakata hai. transfer karne ka charges Rs.2 lagega.
how to transfer balance from vodafone to vodafone
Agar apke pas vodafone sim hai or aap kisi vodafone user ke number pe balance transfer karna chahte hai to,
*131*<Amount>*<Receiver’s Mobile Number># dial kare.
*131*<Amount>*<Receiver’s Mobile Number># dial kare.
Amount ke jagah pe jitna ammount send karna chahte hai wo type kare. Receiver Mobile Number ki jagah apne friend ya jiske number pe aap balance bhejna chahte hai uska vodafone number type kare.
Note: Vodafone user sirf Rs. 5/- se Rs. 30/- tak ka transfer kar sakte hai. Same number pe ek din me sirf ek bar balance transfer ho sakta hai
how trasfer balance in aircel to aircel ?
aircel to aircel se mobile me balance ko transfer karne kae liye ye tips follow kare.
1. Apne Mobile me *122*666# dial kare.
1. Apne Mobile me *122*666# dial kare.
2. Ab menu option ayega.
3. transfer ka option select kare.
4. next step me jaise bataya jaye ye follow kare.
Note : jaha pe aap sirf Rs 5 se Rs 100 tak balance ko transfer kar sakte hai.
transfer ka charges bhi lagega. images dekhe.
transfer ka charges bhi lagega. images dekhe.
Reliance GSM se balance kaise bheje
sabse pahle dial open kare.
1. *367*3# dial kare. ya fir,
2. *312*3# dial kare. mobile number add karke amount likhe. default pin ki jagah 1 likhe, enter kare.
1. *367*3# dial kare. ya fir,
2. *312*3# dial kare. mobile number add karke amount likhe. default pin ki jagah 1 likhe, enter kare.
How to Transfer Balance from BSNL to BSNL
BSNL me balance transfer karne ke liye Step.
- message box open kare.
- phir create message me jake Gift<SPACE><Receiver’s Number><SPACE><Amount> type kare
- last me 53733 or 53738 pe sms send karde.
Example – Rs. 20/- transfer karne ke liye
Gift 9876543210 20
Note: Rs. 5/- se Rs. 50/- tak transfer kiya ja sakta hai. Balance Send karne wala BSNL number 90 days purana hona chahye or Balance receive karne wale ka number 30 days purana hona jaruri hai.Register karna pade to Is tarah Register kare : ” REGISTER PTOP ” send to 54455. SMS se Aapko Password mil jayega
How to transfer balance from Tata Docomo to Tata Docomo
tata docomo sim se other tata docomo mobile sim me balance bhejane ke liye aapko ye simple step follow karna hai.
- Messaging typing open kare.
- type BT<space>Mobile Number add kare.
- 54321 pe send kare. ( Rs.5 will be transferred.)
Kuch Baate dosto plz aap mere page me visite karte rahiye aap ko har jankari hindi me free mil sakti hai bus aap ko google me net king akash ye naam dana honga
Tags,
Balance trasfer kaise kare,balence ko trancfer kaise kare,net balence share kaise kare,net,net balence,share your net balence,how to share my balance,mobile se balance kisior ko kaise bheje,mobile ka balance share kare,mobile balance kaise share karte hai,kisika net balance men balance apne account me kaise le