Facebook

Hii....i am akash ubale and Ye website maine banai hai me koi proffesinal hacker nahi hu bus kuch logoka dekh ke khud sikhta hu or aap ko sikhata hu...agar koi bhi problem ho bus netkingakash27@gmail.com pr ek msg kar do aap ko aap ka javab mil jayenga.... so enjoy my website...net king akash

Tuesday, June 21, 2016

mobile ram kaise badhate hai,ram badhane ka tarika in hindi

Apne android phone ki ram kaise badhaye

Sab jankari hindi me

                     Android phone me ram low hone ke karan ham apne phone me koi high game ya application use nahi kar pate hai. Aur low ram ki vajah se hamara phone bohat slow chalta hai aur hang bhi karne lagta hai. Mere bohat se dosto ne mujse yahi question pucha ki android me ram ko bada skte hai. Toh maine iske bare me pata kiya aur khud try kiya. Fir maine socha ki ye aap logo se bhi share kiya jaye. Aur mere dosto ko unke question ka jawab bhi mil jayega. Toh dosto aaj ka hamara yahi topic hai apne android phone ki RAm kaise badaye.
Ye post khaskar purane android phones ke liye hai. Jinke pas ginger bread jelly bean android os ke phones hai. Inme processing aur RAM bohat kam hoti hai. Is vajah se na toh isme high games chalte the aur na hi application. Agar aap bhi apne purane android phone ko new karna cahte hai. Aur usme high games chalana chahte hai. Toh is post ko padhte rahiye...

Jitni aapke phone ki ram jyada hogi utna aapka phone fast kaam karega. Ham apne phone ki ram Memory Card ki help se increase kar skte hai. Agar aapke pas 4GB ka memory card hai aap use 2Gb ram me change kar skte hai aur 2GB me apni photos movies video save kar skte  hai.

RAM Badane Ke Liye Requirement

  • Rooted Android Phone
  • 4Gb Memory Card
  • ROEHSOFT RAM Expender Application
Note  Aap pahle memory card ko format kar le. Tabhi ise trick ko use kare

Android Phone Ki RAM Badaye Step By Step

ROEHSOFT ek aisa android app hai. Jiske jariye ham android ki ram asani se bada skte hai. Iske liye aap neeche diye gaye steps ko acche se follow kar skte hai.
Step 1 – Sabse Pahle ROEHSOFT EXPANDER app install kare. Aap simaply google me search karke download kar skte hai.
Step 3 – Ab App ko open kare. Apko sabse uper green color ki light dikhai degi. Usme aap green color ke dot ko jitni MB badani hai utna drag keejiye.
Step 3 – tab aapko neeche ek aur line dikhai degi. Jise ham swipeness kahte hai. Us par jo dot dikhai dega usko pura right side me drag kare.
Step 4 – Ab active par click kare. Aur thodi der wait kare.
Ji dosto ab aap ki ram badh gai hai....or ab thanks bolne me kanjusi na kare...
Ye treak mene hindi me jane ke admin se sikhi hai....



Tags,
Apne phone ki ram kaise badhaye,phone ka ram kaise badhaye,ram badhane ka tarika,ram kaise badhaye,ram kaise badhate hai

4 comments:

Comment kar ke puche

dont Coppy akash ubale's blog. Powered by Blogger.

Latest News

Blog Archive

like my facebook page

comment me

All problem 1 sellution by akash ubales post

वेबसाईट निर्माता के बारे में Net King Akash

My Photo
दोस्तों में आकाश उबाळे,मुझे लोगोकी हेल्प करना अच्छा लगता है मैंने ये वेबसाइट सिर्फ लोगोकी हेल्प के लिए निकाली है,इसलिए मैंने इसमें एडसेंट नहीं लगाई,तो दोस्तों आप का फैमेली प्रॉब्लम हो हस्बेंड वाइफ प्रॉब्लम हो या दुनिया का कोई भी प्रॉब्लम हो आप मुझे बिंदास बोल सकते है आप के हार बात का जवाब दूंगा Netkingakash27@gmail.com

Thanks for visit my site.....Net King Akash

Name

Email *

Message *

Contact Form

Name

Email *

Message *

Love Problem ke sellutions

क्या सीखना चाहते हो निचे पढ़िए,हर एक अपने चॉइस से

Popular Posts