Mobile se root karne ka tarika
...........................Jaise ki aap sab jante hai android root kya hai rooting ke fayde rooting ke nuksaan kya hai....or aap kistarah apne phone ko fully optimized kar sakte hai
Dosto aap ko rooting ke all tips chahiye to plz uper jo "netkingakash"dikh raha hai usme ek option hai jisko lebel kahte hai usme root ye option hai....to aap apne phone ko root kaise kare ya rooting ki her jankari paa sakte ho....aap ko bus padhna hai or fir bhi koi problem aaye to aap ka dost akash ubale aap ke saat 24/7 to hai hi....
Chalo ab apne topic pe aate hai padhiye steb by step apne phone ko android mobile se root kaise karte hai....

Pehle android root karna utnaE aasan nahi tha lekin ab bahot aasan ho gaya hai. Pehle aapko ye clear karta hu without pc ke android phone root kaise kare. Without pc android root karne ke bahot se applications available hai par mai aapko aise applications batounga jo maine use kiye hai.
Niche diye gaye ye kuch Apk hai jin mese koi bhi ek ko use karke aap aapna phone root kar sakte hai.
- Farmaroot Apk
- Universalroot Apk
- Kingoroot Apk
Ho sakta hai in mese koi applications play store me available na ho tab aap google me search karke unko download kar sakte hai.
Farmaroot Apk Se Phone root Kaise Kare.
Farmaroot ye app. Ko use karke phone kaise root kare ye mai aapko detail me explain karunga. Farmaroot ek fastest tarika hai root karne ka wo ek hi click me humara phone root kar deta hai. Aur is ke liye aapko computer ki jarurat bhi nahi padegi.
Is ke liye kuch steps diye hai jo aap follow kar sakte hai.
Step 1: First of all, Farmaroot app. Aapne phone me download karke install kare. Shayad ye play store me available nahi hoga aap is google me search karke download kar sakte hai.
Step 2: Installing hote samay ” Install Superuser” option select kare.
Step 3: Exploit select kare upar ki list se.
Step 4: Ab application install hone tak kuch second tak wait kare.
Step 5: Ab aapko success msg dekhega aapka phone root ho gaya hai.
Step 6: Ab aapna pone restart karle.
Root Cheker App. Se Phone root Hua Hai ya Nahi Check Kare.
Aise bahot sare application play store me available hai jo aapko aapna rooting status dikhate hai aap koi ek play store se download kar sakte hai aur aapna rooting status dekh sakte hai.
- Root cheker application play store se download kare.
Root cheker install karne ke bad use open kare fir root cheker chek karke aapko batayega aapka phone root hua hai ya nahi.
Dekha dosto mene bus 6 step me aap ko samza diya hai ki root kaise karte hai on android phone.....
Like share karna na bhule....
Tags,
Andorid phone ko root kaise kare,how root your phone in 2 min,रुट कैसे करे,rooting ka tarika
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche