*.Blog ki triff kaise badhaye*.
Hello Dosto aap to jante hi honge ki kisi bhiWebsite(Blog) ke liye Traffic kitna important hota hai. Agar humare Website(Blog) ki Traffic achhi nahi hogi to humari earning bhi kam hogi.Maine dekha hai ki Trafic ka kam hona aaj har ek naye Blogger ki samsya hai jinhone abhi-abhi Blogging start ki hai.
To aaj main apko aise 10 tips dunga jisse aap apne Website(Blog) ki Traffic badha sakte hai aur apne Website(Blog) ki Search Rank ko bhi inproove kar sakte hai.
1. Dusre ke Website(Blog) par achhe Comments kare aur apne Website(Blog) ki link bhi Comments me dal de. Is se hoga ye ki dusre Website(Blog) ke visitors apke dwara kiye Comments ko padhenge jisse vo apke Website(Blog) par bhi aa sakte hai.
Aur ek fayda hai Dusre ke Website(Blog) par Comments karne ke, Jab aap Comments me apne Website(Blog) ka link daloge to apke Website(Blog) ki Rank bhi badhegi.
Aur ek fayda hai Dusre ke Website(Blog) par Comments karne ke, Jab aap Comments me apne Website(Blog) ka link daloge to apke Website(Blog) ki Rank bhi badhegi.
2. Facebook aaj sabhi log use karte hai, Isliye Facebook bhi achha madhyam hai Traffic badhane ka. Aap jab koi naya Post dale apne Website(Blog) me to use turant apne Facebook page par Share kare, Ya fir aap kisi other Group me bhi apna Post Share kar sakte hai.
3. Agar aap Whats App use karte hai to ye bhi hume Traffic badhane me madat kar sakta hai. Aap apne Post ko Whats App Group me Share kare aur Dusro ko bhi ise Share karne ke liye kahe.
4. Kisi achhe Traffic wale Website(Blog) me“Guest Post” dale. Is se aap ke Website(Blog) ke Search Rank me ijafa hoga aur apke Visitors bhi badhenge.
5. Jab koi apke Post me Comments kare to useReply jarur kare. Taki Visitors se apka achha rista jude aur Visitors apke Website(Blog) ko jyada value bhi denge.
6. Post likhte waqt Keyword achhe daliye, Mera matlab hai ki apke Post main aise Keyword ki bharmar ho jo Search Ingines me jyada Search kiye jate ho. Is se agar koi Search karega to apki Website(Blog) jayda Search me aa sakti hai.
7. Agar aap chahte hai ki jo Visitor ek bar apke site me aaya vo dubara aate rhe to aap apne Website(Blog) me Email Subscribe Widget jarur dale, taki jab koi Visitor apke Newslatter ko Subscribe karega to use apke Naye Post ki jankari milti rahegi jisse vo vapas apke Website(Blog) me ayega.
8. Apne Website(Blog) me Share Botton bhi jarur dale. Kyonki agar kisi Visitor ko apka Post achha lage to vo ise Facebook, Twitter & Google Plus etc. me Share kar sakta hai. Jisse apki Traffic badh sakti hai.
9. Aap apne Post ke madhyam se Visitors ke sath ek achha rista jode. Apne Post ko aisa likhe jisse Visitors apse Impress aur Attract ho. Post ko Attractive banane ke liye usme kuch funny ya apni koi story bhi example ke tor pe dal sakte hai.
Ek bat humesha yad rakhe ki apke Website(Blog) me Regular Visitors tabhi aayenge jab aap Visitors se jude rahenge.
Ek bat humesha yad rakhe ki apke Website(Blog) me Regular Visitors tabhi aayenge jab aap Visitors se jude rahenge.
10. Aap apne Website(Blog) pe Regular Post dalte rahe. Is se apki Post ki Sankhya badhegi jisse Apka Post Search Ingines me jyada ayegi aur Visitors bhi jayada ayenge apke Website(Blog) par.
Ab aap samaz gaye ki apne blog ki triff kaise badhaye....isi tarah net king akash ko support karte rahiye aap ko har mushkil ka hal milenga.....
Tags,
Blog me visitor kaise laye,blog ki triff kaise badhaye,blog banane ke baad kya kare,blog ke bareme,blogpe visitor kaise laye
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche