Janiye App Lock Ko Kaise Hack Kare
AAJ kal sabhi android smartphone use kartehai lekin android apps ke bina aapka smartphone adhura hota hai, har koi apne smartphone ko personalize karne ke liye applications use karta hai. App Lock bhi inme se ek application hai jo aajkal har kisike phone me mil jayegi,
App Lock ke jariye android phone ke apps ko secure rakhne ke liye lock kiya jata hai taki jab koi aapka phone le to unhe access nahi kar sake.Yaha me aapko batane ja raha hun kaise kisi ke phone me app lock ko hack karke secure ki gayi apps ko access kar sakte hai. iske liye aapko android phone ko root karne ya fir app lock ko uninstall karne ki jarurat nahi hai,
kisi ko pta bhi nahi chalega ki aapne lock ki huyi application ko open kiya tha.
Aage badhne se pahle me aapko ek baat bta dun, ye trick tabhi kaam karegi jab us phone ki Setting ko lock nahi kar rakha ho.
1.App Lock ko hack karne ke liye mobile ke Setting option me jaye.
2.AbApplicationske option par click kare.
3. Downloaded Appsme aapko App Lock milega, uspar click kare.
4.Ab yaha aapkoForce Stopka button milega us par click kar de.
5.Jaise hi aap Force Stop Button par click karenge, ye application kuch samay ke liyekaam karna band kar degi aur aap lock Ki huyi apps ko open kar sakte hai.
Aap samaz gaye hai ki kisi bhi app lock ko kaise hack kare....
plz dosto iska galat prayog na kare....
Say your Question and get sellution akash ubale post
tag,
APP lock ke photo kaise dekhe
app lock password pata kare
App lock hack
App lock hack in hindi

Dost mere pH mai automatic app download ho rahi hai or wo phir uninstall bhi nahi ho rahi mai kya kru
ReplyDeletebohot acche par chota mobile ka app kaise bandh kare ye batao
ReplyDeleteHack ka password pata karna he
ReplyDeleteDilesh
ReplyDelete