Facebook

Hii....i am akash ubale and Ye website maine banai hai me koi proffesinal hacker nahi hu bus kuch logoka dekh ke khud sikhta hu or aap ko sikhata hu...agar koi bhi problem ho bus netkingakash27@gmail.com pr ek msg kar do aap ko aap ka javab mil jayenga.... so enjoy my website...net king akash

Friday, June 10, 2016

root kya hai rooting ke fayde root ke nuksaan sab jankari in hindi by akash ubale

Android Root Kya Hota Hai Aur Iske Fayde

Hello dosto,
Bahut se log abhi tak ye nahi jante ki android root kya hai aur iske kya fayde hai,to dosto me aapko batane ja raha hu android root kya hota hai.

Android ko root karna koi badi baad nahi hai aap aasani se  kuch minute me ye kar sakte hai, aapke android ko root karne ke baad android ke poore system ko access kar sakte hai.Kuch apps aise hote hai jinko use tabhi kiya ja sakta hai jab aapko android phone rooted ho.Android ko root karne ke baad aapke phone ko poori tarah se access karke kuchbhi kar sakte hai sabkuch aapke hath me hota hai, agar aapka phone rooted nahi haito kuch aise usefull aur badiya app hai jo sirf rooted phone me hi kaam karte hai unka upyog aap nahi kar paoge, kyoki sabhi operating systems ki ek secure privacy hoti hai aur wo phone ko kai chije use karne ki permission nahi dete hai

.Android Ko Root Karne Ke Fayde :-

Apne android phone ko root karne ke baad aap phone se bloatware ko remove kar sakte hai jo phone ke sath aati hai, app permission manager ko control kar sakte ho, firewall run kara sakte ho, agar aapka carrier block kar raha hai to bhi aap tethering enable kar sakte ho, install kiye huye apps ki settings ka manually backup bana sakte ho, aur aise bahut se tweaks kouse kar sakte ho jo low level system access mangti hai.Aise apps jo root access mangte hai unko dundne me jyada problem nahi aati aise kai apps aapko google play store par mil jayenge jo root access mangte hai, in appsko use karne ke liye aapko sirf apne phone ko root karna hoga.

Warnings :-
                             Android already rooted nahi aata aur android rooting ek official feature nahi hai, android root phone ke boot-loader ko unlock karta hai, system ke partition ko modify karta hai, aap custom ROM bhi install kar sakte ho jo ki official supported nahi hai.

Security- android phone rooting apps ke normal security sandbox ko todta hai, kuchapps root ka galat fayda utha sakte hai.Warranty- kuch manufactures kahte hai rooting aapke phone ki warranty khatam kar dega, lekin actually me rooting aapke phone ke hardware ko damage nahi karta hai.Bricking- Waise to rooting ek safe processhai fir bhi ye sab aapko apni risk pe karna hota hai, agar phone ke sath kuch galat hota hai to aap free warranty service ka bhi fayda nahi utha sakte.Agar aapko ye thoda ajib lage to pahle thoda research kar le ki jo tool aap apne phone ko root karne ke liye use karne ja rahe ho uske baare me dusre log kya report karte hai, Post accha lage to share aur comment jarur karna jis se future me hum aapke liyeaur bhi badiya post likhe or aise hi aapki help karte rahe.

Ab aap samaz gaye hai android mobile ko root kaise kare...

Tag
android mobile root ke fayde,root kya hota hai,rooting ka fayda nuksaan,root kaise kare root ke fayda,root ka nuksaan

1 comment:

  1. Mere sali ka affair chal raha hai.mai uske mo. ko hath bhi nahi laga sakta.wo hamesha use apne pass rakhti hai.muze usme WhatsApp message padhne hai.kaise padhu.koi acchi hacking system batao.please

    ReplyDelete

Comment kar ke puche

dont Coppy akash ubale's blog. Powered by Blogger.

Latest News

Blog Archive

like my facebook page

comment me

All problem 1 sellution by akash ubales post

वेबसाईट निर्माता के बारे में Net King Akash

My Photo
दोस्तों में आकाश उबाळे,मुझे लोगोकी हेल्प करना अच्छा लगता है मैंने ये वेबसाइट सिर्फ लोगोकी हेल्प के लिए निकाली है,इसलिए मैंने इसमें एडसेंट नहीं लगाई,तो दोस्तों आप का फैमेली प्रॉब्लम हो हस्बेंड वाइफ प्रॉब्लम हो या दुनिया का कोई भी प्रॉब्लम हो आप मुझे बिंदास बोल सकते है आप के हार बात का जवाब दूंगा Netkingakash27@gmail.com

Thanks for visit my site.....Net King Akash

Name

Email *

Message *

Contact Form

Name

Email *

Message *

Love Problem ke sellutions

क्या सीखना चाहते हो निचे पढ़िए,हर एक अपने चॉइस से

Popular Posts