Free Website Kaise Banaye
Website Kaise Banaye. Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banaye. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf Gmail ID.
Step 1 – Chahiye ek Gmail Account
Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Blogger ye Google ka product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID.
Abhi aap www.blogger.com pe jaye.
Yaha par aaka GMail ID aur Password se login kare.
Step 2 – Banayiye Blogger Account
Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Step 3 – Add Kijiye New Post
Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi
Agle screen par New post par click kare.
Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.
Ab aap samaz gaye hai ki aap ne khud ki web site Bana di hai...ab aap artical likhe jitne acche artical utna uska fayda....
Ab to starting hai real blogging bohot hard hai bus aap mere side ko follow karte rahiye
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche