Hello dosto abhi tak aapne ek phone me 2 whatsapp use kiye hoge. Lekin aaj ham apko btayege ki ek phone me 3 whatsapp kaise use kare shayad iski jankari kahi par bhi na hogi. Lekin aaj ki post ka yahi topic hai ki ek phone me 3 whatsapp kaise chalaye. Agar aap whatsapp chalana chahte toh ek phone me 3 kya 4 whatsapp chala skte hai.
Dosto whatsapp ek bohat popular messaging service hai. Jise duniya me aaj kal har koi use karta hai. Whatsapp ka sahi use kar ham isse paise bhi kama skte hai. Kuch din baad apko whatsapp se paise kamaye ye post padhne ko milegi. Aaj kal whatsapp me sabko 2 ID’s ki jarurat padti hai ek toh personal kaam ke liye aur dusri buisness ya other work ke liye. Lekin abhi tak ham 2 whatsapp ek phone me use kar pate the. Agar hame 3 whatsapp ki jarurat pade toh apko dusra phone use karna padta tha. Lekin aaj ham aapko btayege ki ek phone me bhi aap 3 whatsapp use kar skte hai.
Pahle ham whatsapp me only text msg hi send kar pate the. Lekin ab whatsapp bohat advance ho chuka hai. Ab ham isse chatting ke sath voice call, group chatting , video call aur bhi bohat kuch kar skte hai.
1 Phone Me 3 Whatsapp Kaise Use Kare
1 phone me 3 whatsapp use karne ke liye sabse pahle aapko teeno whatsapp appne phone me install karne hoge.
in links ko open karne me aapko 5 second ka ek ad dikhega uske baad aap skip par click kar fir apki whatsappp download hone lagegi. ye short link url hindi me jane ki nahi hai. aur na hi hame is url se kuch income hogi
Agar aapke pass original whatsapp pahle se hi install hai toh aap 2 aur 3 wale whatsapp download Kare
Step-1 Sabse Pahle official whatsapp ka backup le. Aur Apps Manager Me jakar official whatsapp ka Clear Data Kar De
Step-2 Ab aapne jo 2nd aur 3rd no wale whatsapp install kiye hai. Unme se 2nd wale whatsfapp ko.open kare. AB Usme wo no register kare jo aap official whatsapp me pahle se register ho.
Step-3 Ab Apko Chat Backup Ka option dikhai dega. Usme click karke apne msg ko new ac me le jaye
Step-4 Ab official whatsapp ko fir se open kare aur usme new number se register kare aur kuch msg apne dosto ko send kare.
Step-5 Ab File manager ko open kare aur whatsap folder ko delete kar de.
Step-6 Ab official whatsapp ka fir backup bana le aur apps manager me jakr clear data kar de.
Step-7 Ab 3rd wala Cum.whatsfapp open kare ab 2nd wale no se account banaye. Aur backup par click kar msg restore kare
Step-8 Ab official whatsapp me 3rd no se registration kare. Aur open kare.
Congratulations! Ab aapke 3 whatsapp activate ho chuke hai. Ab apne hisab se teeno whatsapp use kar skte hai.
Note- 2nd aur 3rd whatsapp official nhi hai. Isliye agar whatsapp ko pta chal gya toh apke no ko block kar skta hai. Iski jimmedari na meri hogi aur na hamari website ki hogi.
Mene simple se samza diya hai ki aap kaise 3 whats app mobile me chala sakte hai or duniya ka koi bhi saval ho aap bindass email kar ke dekhe aap ki problem a akash ubale chutki me sulja denga...
Tags,
Ek mobile me 2 whatSapp kaise chalaye,three whatsapp in one mobile,tin whatsapp chalane ka tarika,ek phone me 3 whatsapp kaise chalaye
dont say me...maine ye blog paise kamane ke liye nahi nikala....me logoki help karne ke liye ye blog nikala hai...and i cant need money..so next time dont suggest me...thank you for visit my blog
ReplyDeletedont say me...maine ye blog paise kamane ke liye nahi nikala....me logoki help karne ke liye ye blog nikala hai...and i cant need money..so next time dont suggest me...thank you for visit my blog
ReplyDelete