Truecaller se apna naam kyon hataye aur kaise hataye
To dosto aap ko agar lagta hai ki aap ka number kisiko na dikhe na kisiko pata chale ki hume kon call karta hai....aur aap ne truecaller pe id bhi na banaya ho fir bhi aap ka number pata lagta hi hai....to ab kya kare kaise mitaye....
sab se jada darne vale log yani g.f ya b.f unko dar hota hai g.f ke ghar me kisine call kiya hai kahi uske bhai ne call uthaya to kya kare kaise kare....are daro mat or number bhi pakda gaya tab bhi daro mat mujhe comment kar dena aap ke liye hi to net king akash ye website nikali hai....
aaiye apne point pe aate hai....
Truecaller ke search se aapna number remove karte hai
Step 1: Upar ke menu bar par click kare.
Step 2: Then settings par click kare.
Step 3: Settings me jane ke bad about par click kare.
Step 4: Then niche aapko deactivate accountoption dikhega uspar click karke yes par click kare
Step 5: Then ye link par jaye www.truecaller.com/unlist ( Truecaller app close kare browser me ye link kholna padega. )
Step 6: Link par click karne ke bad Webpage open ho jayega usme aapko ek form dikhega usko correct fill karke unlist par click kare
Step 7: uske bad Pop up window khulega waha yes par click karte hi aapka number Truecaller search se remove ho jayega. Aapke number ki koi bhi information kisiko nhi dikhegi
I hope aapko ye post pasand aagai hogi. Is post ko share karna na bhule. Agar aapka koi sawal hoga toh comment kare is blog par aapko aur bhi bahot usefull article milege aap unko bhi pad sakte hai so keep visiting alltechinfo have a nice day.
to dosto aap ne sab sahi se samaz liya hai or fir bhi kuch problem ho to aap comment jarror kare aap ke har saval ke liye net king akash to he hi....
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche