Android Mobile Ko Root Kaise
Android mobile ke liye best operating system hai aur aadhe se jyada mobile userandroid phone use karte hai, is post me main aapko batane ja rha hun android ko root kaise karte hai. Agar aapko android root kr baare me jyada jankari nahi hai to root kya hai root ke fayde yaha click kar ke jane
Waise to internet par android ko root karneke bahut se software mil jayenge, main aapko easiest one click android root software Kingo Android Root se phone root kaise Kare hai bta rha hun.
Android Phone Root Kaise Karte Hai:-
ndroid ko root karne ke liye jaruri chize.
*.Computer/Laptop*
50% Battery Level*.
Internet connection*
USB Cable
1.Sabse pahle apne computer/laptop me Kingo Android Root software install kare,
2.Install hone ke baad desktop par Kingo Android Root ke icon par click karke software ko open kare.Open hone par niche dikhayi gayi photo jaisi screen khulegi.
3.Ab apne android mobile ko USB Cable ke jariye computer/laptop se connect kare.Agar device ke driver aapke computer/laptop me installed nahi hinge to automatically install ho jayenge, bas internet connectionONrakhe.
4.Connect hone par apne mobile me USB Debugging ModeOn kare, phone me Always Allow ki permission mange to allow kar de.
5.Device ke connect hone par Kingo Android Root software meROOTke button
6.Ab aapka phone root hone lagega, root hone ke dauran phone 2-3 baar reboot hoga isliye ghabraye nahi.
Root hone ke dauran bina wajah touch nahi kare aur phone ko disconnect nahi kare.
7.Root complete hone par Root Succeed likha hua aayega,FINISHbutton par click kare aapka phone ek baar aur reboot hoga.
Bas aapka android phone root ho jayega, agar aap jan na chahte hai ki phone root hua ya nahi to apps me Super User app check kare, agar aapke mobile me Super User app installed hai to aapka phone successfully root ho gaya hai.
Aaab aap sikh gaye hai android root kaise karte hai or suport kare taki har jankari hum aap tak
Tag,
Android root kaise kare,android se mobile full optimise kare,root your phone in one minute's
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche