Screen recourd kaise kare full information in hindi
Dosto me aap ko aaj esi treak de raha hu jisse aap ke hosh ud jayenge or aap baar baar meri site me aana pasand karonge.....or ye akash ubale aap ke isi kaam aayenga or aap ki har samay aap ki help karte rahinga ab aap ka time nahi khata direct subject pe aata hu.......
Kya aap ko pata hai screen ko kaise recourd karte hai agar nahi pata hai to aayiye me aap ko bata du screen lock kaise karte hai...step bye step sikhe....
*.Screen recourd ke fayde.*
Aap apni activiti ka video bana sakte hai or net pe share kar sakte hai....youtube video bana ke send kar sakte ho jisse aap ko paise mil sakte hai....
So enjoy dont stop reading......
Aap apni activiti ka video bana sakte hai or net pe share kar sakte hai....youtube video bana ke send kar sakte ho jisse aap ko paise mil sakte hai....
So enjoy dont stop reading......
Android Phone Ki Screen Record Kare SCR Recorder App Ki Madat se
Android ki screen record karne ke liye SCR ek simple App hai. Is aap ki madat se hum 3 minutes ka video record kar sakte hai. Agar ye application aapko aapne phone me install karna hai, toh aapka phone root hona jaruri hai aur aapke phone ka version KitKat 4.4 ya us se latest hona jaruri hai. Ye application open karne ke bad koi special window nahi khulega sirf iske tin icon aapko dikhege.
Requirements :-
- One Rooted Android Phone4
- SCR Application
Is App ko use kaise karte hai is ke liye niche kuch steps diye hai aap use follow kar sakte hai.
Step 1
Pehle aapne phone me SCR Applicaton download karke install kare. Ye application play store me available nahi hai aap use yaha click karke Download kare.
Step 2:-
App install karne ke bad use open kare fir ek popup window open hoga.
Step 3:-
Popup window par ek red color ka icon dikhega us par tap kare tap karte hi recording chalu ho jayegi.
Step 4:- Recording stop karne ke liye notification panel view kare, aur recording par tap kare. Ab record kiya hua video aapke phone me save ho jayega.
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche