Delete hua data vapas kaise paye
How to recover your Lost mobile data
Dosto aapne kahi suna hai aap delete hua data vapas le sakte hai.....
Ji haa bilkul....aap apne phone ka delete hua data vapas le sakte hai...bus is net king akash ko follow karte rahiye har jankari aap ko hindi me or sahi se mil jayengi or usme bhi kuch problem aai to plz comment kar dena akhir is website ko banane ka maksat to yahi hai....
Kabhi kabhi kya hota hai aap apna mobile restore kar dete hai ya galti se ho jata hai....ya aap ka data aap ke haat se galti se delete ho jata hai....humare important chij usme rahti hai or hum usko vapas pane ki har mumkin koshish karte hai....pr aap ka result har vakt zero....to ab ek simple treak sikha raha hu bus follow karo me aap ko samzadunga kaise karna hai.....bus is akash ubale follow karo.....

.*Data vapas kaise le.*
Deleted ya lost android phone ka data recover karne ke liye kuch jaruri requirement aur recover karne ke liye phone root kiya hua nahi hai to bhi chalega.
- Recovry ke liye jaruri
- Android phone ( jis phone ka data lost hua hai wo phone )
- Computer ya Laptop
- USB Cable
- Internet connection ( sirf Software download karne ke liye )
- Wondershare Dr. fone for android (recovery software) paid software
- Click here for download Wondershare Dr. fone for android
Recover Deleted Files & Data from your android phone
Step 1
Sabse pahle apne mobile ke USB Debugging mode ko enable karo
( Go to Phone setting > About phone > Build Number per lagatar 7-8 baar click kare ) ispar lagatar click karne se Developer Option release hondga. fir back aye aur fir se
( Phone Setting > Developer option > debugging mode ) debugging mode ko enable karo....
Step 2
Wondershare Dr. fone for android ko download karke computer ya laptap me install kariye install karne ke baad open karke USB cable se computer ko apna android device connect kare
Step 3
Device connect karne ke baad jo data lost hua hai wo select kare jaise massage, image, video & etc. aur next kare.
Step 4
Next karne ke baad apke deleted items ko scan kiya jayenga scanning complete hone tak wait karna.
Step 5
Apka mobile ya tab pura scan hone ke baad ap apko scan kiye hua aur deleted items ki list dikhayi dengi abhi app apko jo file recover karni hai aur wapas lani hai use select karle aur recover button pe click kare.
Step 6
Ab apko ek new dilouge box open honga usme app apko apna jo data recover karna hai wo kaha karna hai select karna honga (select a path to save the recovery files) aur recovery button pe click karna hai
abhi apka deleted data jo apne path diya waha save hona. Is tarah app apna pura deleted data recover kar sakte hai.
Note-ye app puri tarah paid hai pr sab se acchi app hai dosto....
Aap google me data recovry app karonge to koi na koi app aap ko milengi...dosto....
Ab aap acche se samaz gaye hai ki aao apna data recover kaise kar sakte hai....
Tags,
How to recover your lost data,delete huye image ko kaise paye,delete hua data vapas recover kaise kare,lost data recever apk
Sim ussd code
ReplyDeleteUske liye maine alag se post ki Hai aap dekh sakte hai....
ReplyDelete