Facebook

Hii....i am akash ubale and Ye website maine banai hai me koi proffesinal hacker nahi hu bus kuch logoka dekh ke khud sikhta hu or aap ko sikhata hu...agar koi bhi problem ho bus netkingakash27@gmail.com pr ek msg kar do aap ko aap ka javab mil jayenga.... so enjoy my website...net king akash

Friday, June 24, 2016

Tweeter account kaise banaye,how to open tweeter account in hindi information by akash ubale

Twitter Account Kaise Banaye Aur uska use kaise kare sab jankari in hindi by akash ubale

Bahut se log nahi jante ki twitter kya hai, twitter account kaise banate hai aur twitter kaise use karte hai, to dosto aaj is post ke jariye me aapko dene ja rha twitter par account banane se lekar use karne ki puri Jankari Hindi Me.

Twitter Kya Hai...?

Twitter ek micro-blogging site hai jaha aap opinion,links aur views ek-dusre ke sath share kar sakte hai, twitter facebook ke baad dusra sabse bada social networking platform hai.

Twitter Par Account Kaise Banaye:-

Twitter par account banane ke liye www.twitter.com par jakar Sign Up karna hota hai jaha information bharni hoti hai, twitter account banane ke liye full name, email address aur password enter kijiye.

Sign Up For Twitter par click kare agle page par apna username choose kare, uske baad Create my Account par click karna hoga.

Agle page ne twitter par kuch accounts ko follow karne ke liye recommend kiya jayega, aap chahe to skip kar sakte hai.

Twitter Account Verify Kaise Kare:-

Twitter ki taraf se aapki email id par verification email aayega jo email id aapne sign up ke time enter kari thi, email ne ek verification link hoga jis par click karne par aap apne twitter account par redirect ho jayenge aur aapka twitter account Verify ho jayega.

Twitter Profile Ko Complete Kare:-

Twitter par account banane ke baad use personalize karne ke liye kuch informations add karni hoti hai, aap Setting ke button par click karne apne twitter account me information add kar sakte hai.
Profile option par click karke information add kijiye.


Twitter Kaise Use Karte Hai :-

Dosto aapne twitter account bana liya hai to yaha twitter ki kuch basic chijo ke baare me bta deta hu taki aap twitter use karna sikh jaye.


1. Tweet - ye abhi 140 character ka hota hai jisme aap twitter Status update kar sakte hai, future me ise 140 character se jyada karne ki soch rhe hai.

2. Retweet - jab koi aapke dwara ki gayi Status update ko reshare karta hai use Retweet kahte hai.

3. Reply - kisiko public message bhejne ke liye uske @username ka use kiya jata hai,
jaise @HinglishTech aur aapka message.

4. Direct Message - kisiko direct message bhejne ke liye DM feature ka use kiya jata hai, DM bhejne ke liye user aapko follow kiya hua hona chahiye.
Example:- D HinglishTech aur aapka message.

5. Hashtag - Twitter Status me kisi khas keyword ke aage # ka use kiya jata hai jo twitter ko discovere karne me help karta hai.
Jaise #Technology #New Year

Dosto aap ne sikh liya hai tweeter kya hai Tweet kise kahte hai aap bhi hume sopport kariye taki aap ko acche se acche help kar saku....or har ek chij ka account kaise banate hai samza saku

0 comments:

Post a Comment

Comment kar ke puche

dont Coppy akash ubale's blog. Powered by Blogger.

Latest News

Blog Archive

like my facebook page

comment me

All problem 1 sellution by akash ubales post

वेबसाईट निर्माता के बारे में Net King Akash

My Photo
दोस्तों में आकाश उबाळे,मुझे लोगोकी हेल्प करना अच्छा लगता है मैंने ये वेबसाइट सिर्फ लोगोकी हेल्प के लिए निकाली है,इसलिए मैंने इसमें एडसेंट नहीं लगाई,तो दोस्तों आप का फैमेली प्रॉब्लम हो हस्बेंड वाइफ प्रॉब्लम हो या दुनिया का कोई भी प्रॉब्लम हो आप मुझे बिंदास बोल सकते है आप के हार बात का जवाब दूंगा Netkingakash27@gmail.com

Thanks for visit my site.....Net King Akash

Name

Email *

Message *

Contact Form

Name

Email *

Message *

Love Problem ke sellutions

क्या सीखना चाहते हो निचे पढ़िए,हर एक अपने चॉइस से

Popular Posts