Moblie Data Ko Jada use Hone Se Kaise Bachaye
Smart phone me kuch app aise hote hai jo mobile data ko jada use karte hai.or isse mobile ki battery me jaldi kahatam hoti hai.Aise bahut se app apko mil jayege jo ye dava karte hai ki wo aapke data ka use kam karege.Par aise app se apka phone slow ho jata hai.
In trick ko try kare:
Chrome browser ka data save on kare:
Crome browser ki setting me ja kar Data Saver ko on kar de.Ye webpage ko kpres kardega isse aap ka data save ho jayega.
Facebook video play:
Smart phone me facebook app ke saat facebook video play hamesha on he rahta hai.Facebook open hote he facebook video ply tezi se data use karna suru kar deta hai.Facebook app setting mevideo auto play ko off karde ya wi fi only kar de.
Auto update hone wale app ko disable kare:
Kuch app internet on hote he chalu ho jate hai.Play store me ja kar setting me Do Not Auto Updates App ya Auto Update Over Wi Fi only kar de.
App ke push kated ko disable rakhe:
Koi bhi chating app ya facebook ,what's up,sabhi me puch kated option hote hai.Aap ki setting me ja kar puch notification ko off kar de.
Note:App ko use karne ke bad aache se off kar de.Usse minimize na kare.
Har problem ka sellution in hindi
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche