GOOGLE map pe apne ghar ka adress aap ka naam kaise dale
Step by step information in hindi with akash ubale follow me
Kya aap ne kabhi socha hai ki hum apne ghar ka adress google pe dal sakte hai....har shaks chahta hai apne ghar ka adress map pe dikhe...
Aap kisike samne aapna impression gira sakte ho....kaise map me apna naam
Adress dale kaise kaise hum apne map adress me dale....agar aap ne google pe ye search kiya hai map me apna naam kaise lagaye to badhiya kaam kiya dosto
Congratulations aap sahi jagah pe aaye ho ye aap ka dost akash ubale aap ko sahi jagah le jayena or aap apna naam map me apne gharke adrees ke saat dal sakte hai....
Aap jaldi se abhi is post ko padhiye
Sabse Pahle hamey google.com website ko open karna hoga or usmai likhna hai
GOOGLE MAP MAKER
Ab Hamko Wo Jagah Dalni He jahan par mai rahta hu jaise ki mai bhiwani city mai rahta hu or mera address sewa nager colony hai to amine aisa he kuch daala hai apko bhi aisa karna hai isae apko apna gher google map mai asani se mil jaye ga.
Step.2 Switch To Satelite
Ye Step apne ap ho jaye ga nhi ho to ap uper se right hand ki taraf kone mai satelite ka viklap paye ga us ko select kar lena
Step.3 Click And select Add Place
Ab Hamre Computer screen pai Add A Place ka option hoga usmai google map hame ye puchay ga ki apke address ka base kya hai to apko bata padega jaise ki gher ka address sumit karwa rahe ho ya apna office address submit karwa rahe ho to wo sab chije batani hai apko phir hamko click karna hai.
Jaise Ki Maine Yahan Darsaya hai apko jo lal chaker mai teer ka point hai wo apko wahan par select karna hai jahan par ap apna address submit karwana chate hai.
Jaise he ap apna address submit karoge tabhi kuch information jankari apse puchi jaye gi is form mai jo ki maine uska bhi screen shoot dala hai.
To jaise he dosto ap apni sabhi sahi sahi jankari Dene ke baad ap save baten par save kar dijiye
To jaise hi apka address submit ho jaye ga to google isko approve bhi karega jaise hi 3 ya 4 view aa jaye ge to apke address par to ggogle apka address approve kar dega
or address approve karane ke liye app apne friends ko bhi bol sacte hai address view ke liye
Sabse Pahle hamey google.com website ko open karna hoga or usmai likhna hai
GOOGLE MAP MAKER
Jaise Hi Google.com ke result open honge to sabse pahla link google map maker ka hoga to ap ko us par click karna hai
Jaise he ap click karenge to ap ke samne ye page open hoga.
ab apke samne ye char viklap ayege add place,edit place,add road,review edit by other user
To Apko Add Place Par Click Karna hai
To Ab apko google map bataye ga ki ap ko kis parkar apna address google map par submit karna hai
to ab apko go it par click karna hai
Step.1 Search For Location
Ye Step apne ap ho jaye ga nhi ho to ap uper se right hand ki taraf kone mai satelite ka viklap paye ga us ko select kar lena
Step.3 Click And select Add Place
Jaise Ki Maine Yahan Darsaya hai apko jo lal chaker mai teer ka point hai wo apko wahan par select karna hai jahan par ap apna address submit karwana chate hai.
Jaise he ap apna address submit karoge tabhi kuch information jankari apse puchi jaye gi is form mai jo ki maine uska bhi screen shoot dala hai.
To jaise hi apka address submit ho jaye ga to google isko approve bhi karega jaise hi 3 ya 4 view aa jaye ge to apke address par to ggogle apka address approve kar dega
or address approve karane ke liye app apne friends ko bhi bol sacte hai address view ke liye
Aap ne sahi me kiya honga or jara si bhi pareshani ho to bus mujhe e-mail kar dena aap ka dost akash ubale aap ki pal pal madat karenga
Dear aakash ye batay ki google map par koi galat detail pad gai ho ya carractation karna ho to kaise kare..pls help me 9889263000
ReplyDeleteDear aakash ye batay ki google map par koi galat detail pad gai ho ya carractation karna ho to kaise kare..pls help me 9889263000
ReplyDeleteusko sidha karne ka rasta nahi hai....ha ek rasta hai uske liye aap 2 din wait kare meri agli post tak....visit agen
ReplyDeletethanks sir jee i am proud of you
ReplyDeleteSir kiey hame fuck review deta hai to use kese hataye
ReplyDelete