Android apk ko computer me kaise chalaye.....
Sabhi dosto ko mera pyar bhara pranam aap ka dost akash ubale aap ke liye ekdab badiya application laya hai jiske madat se aap android application ko apne pc ya laptop me chala sakte hai.....
Ji dosto ye mumkin hai aap android ke app apne pc me ya laptop me chala sakte hai....kuch logoko pata honga chala sakte hai or kuch logo ko to meri baat pe bharosa hi nahi honga....
Chalo aap ka technical guru akash ubale aap ko sikha denga kistarah aap apne pc me android app chala sakte hai.....aaiye jante hai kaise
Pc me Android App ko Chalane ke Software
Android apps PC me chalane ke liye market me jitne bhi softwares available hai unmen se Bluestacks sabse popular hai. Yeh software Window aur Mac dono ke liye available hai. Bluestacks jadatar sabhi android apps ko software ko support karta hai.
Bluestacks ke anusaar uske puri duniya me 130 millions+ users hai joki ek bahut hi bda aankda hai. Aap iske users ki sankhya se hi iski popularity ka andaja lga sakte hai.
Bluestacks software bilkul free me uplabdh hai, lekin free version me yeh software sponsored apps ko apne aap aapke system me download kar deta hai jinhen aap uninstall bhi kar sakte hai. Bluestacks ka ek premium version bhi hai jiski cost $2/month hai. Premium version me sponsored apps apne aap install nahi honge.
Bluestack ko official site se download karne ke liye yhan click kare.
Ab aap ko aage kuch nahi karna app ko follow karo bus aap pc me bhi android app chala sakte ho
Tags,
Android app pc lqptop me kaise chalaye,how to use android in pc
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche