Youtube Me Multiple Channel Kaise Banaye Ek Email Id Se
Youtube par account kaise banate hai to bhut aasan hai q ki youtube bhi Google ki service hai to simple hamara jo Gmail Id Hoti hai usse hame youtube par login karna hota hai.
Youtube par Gmail Id se login karke login kar sakte hai, isme jo hamari Google+ ki Profile me jo naam hota hai us naam se channel ban jati hai.. Par agar aapko koi dusre naam se Youtube Channel Banani hai to uske liye 2 tarike hai..
Phele se agar koi Google+ Page hai to uski Youtube Channel bana sakte hai ya fir New bhi bana sakte hai.. Chaliye dekhete hai.
Multiple Channel Banaye Ek Email Id se
New Channel Banane ke liye –
Step 1. Google ke Account me Sign in kare.
Step 2. Ab Youtube Channel Switcher me jaye.
Step 3. Create a new channel ki button par click kare. (Note: Agar Aapka Phele se Google+ Page hai or aap ussi naam se Channel banana chate hai to aap uske naam par click karke bhi bana sakte hai, wo aapko list me dikh jayega.)
Step 4. Ab ek form aayega
- Channel ka Naam Dale
- Category select kare channel ki
- Term ko pad kar tik kare.
- Finished ki button par click kare.
jese hi finished karege aapki New Youtube Channel Ban jayegi
ab aap ne youtube pe channel bana li hai ab aap ko usme video upload karna hai....
youtube pe video upload kaise kare iske baare me me aap meri dusri post dekhe account banaye me.....
simple jab aap ki channel ban jaye tab is dost ko link jaroor share karna....
aap ka dost akash ubale......aap ka koi b savaal ho aap bina dare bindaasss netkingakash27@gmail.com pe bhej dijiye aap ko love problem ho ya famely kuch b puch sakte hai me aap ko accha or working suggetion dungaa
tags,
youtube pe channel kaise khole,How to open youtube channel,youtube channel kya hai,youtube se paise kamaye,youtube se kya honga,youtube kya hai,hindi me youtube,paisa kamaye youtube se,free youtube channel,how to use youtube
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche