AIRTEL FREE 3G INTERNET KAISE CHALAYE FOR ANDROID PHONE
Airtel Free 3G internet Kaise Chalaye For Android Phone :
Hello doston iss post me mai apko bataungi ki Android mobile se Airtel free 3G internet kaise chalayen. Doston aaj internet ko sabhi log use kar rahen chahey PC ki baat Karen ya phir smartphone ki sabhi me internet khub use ho raha.but kuch samay se Android Smartphone ke market me aa jane se mobile internet user adhik ho gye hain.Iss liye ham aaj Myhelpblog pe android users ke liye ek best trick layen hain. Jisme aap Airtel Free 3G internet use kar sakte hain.
Yahan ham aise app ke bare me batayenge jissse aap Airtel free 3G internet use kar sakte hain. To Agar apke pass Airtel Sim hai to aap simple step ke dwara 3G data ka free me maza le sakte hain.
Help Trick no. 1
Sbase pahle Apke airtel me koi small chota data pack activate Karen. Ya koi bhi Facebook twitter pack activate kar sakte hain.
2-Ab paly store se Hammer VPN App ko download Karen yaha se.
6- Ab agley box me Port me Right Port me 9201 Aur left port me 0. Ya phir Rport me 4078 Aur lport me 2401 or 9201 set Karen.
7- Ab connect Karen. Ab apne 3g internet ka maza lijiye. Yahan aap lport and rport apne state ke hisab se change Karen.
Help Trick No.2
Sabse pahle aap one.airtel.in pe jayen aur wahan se koi bhi facebook ya twitter trial pack activate Karen.
2 – ab next step me play store me jayen aur hammer VPN App install Karen.
3- Ab install karne ke baad hammer VPN me troid vpn details se login Karen ya use default Karen.
4- Ab server2 ko select Karen.
5- Ab Rport me 53 lport me 0 aur UDP select Karen. Ya Rport me 53 Lport me 33019 Aur UDp ko select Karen. (ye many states me work karta hai)
OR
Rport me 53 aur Lport me 049201 , 49202 Aur UDP select Karen.(Working trial pack in many states)
6- Ab aap connect Karen.Aur Airtel Free 3G internet ka maza lijiye.
Aane wale dino me aur bhi idea, docomo Aircel sabhi ke sim ke free net ka trick batayenge.
Apko ye post acchi lagi to share aur comment jarur karen..
dosto duniya ka koi b savaal ho aap mujhe mail kar ke puch sakte hai aap ko har baat ka javab mil jayengaa.....
tag,
airtel free net,airtel se free net kaise le,free net chalane ka tarika,free net,lifetime free net,free net kaise chalaye,एयरटेल फ्री नेट,airtel ka free net kaise use kare,vpn se free airtel net kaise chalaye,VPN kya hai
0 comments:
Post a Comment
Comment kar ke puche