Facebook

Hii....i am akash ubale and Ye website maine banai hai me koi proffesinal hacker nahi hu bus kuch logoka dekh ke khud sikhta hu or aap ko sikhata hu...agar koi bhi problem ho bus netkingakash27@gmail.com pr ek msg kar do aap ko aap ka javab mil jayenga.... so enjoy my website...net king akash

This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

Tuesday, June 28, 2016

Airtel famely plan kya hai famely plan ka fayda

एयरटेल फैमेली प्लान

Airtel famely plan kya hai

Airtel bharat me mobile service dene vali vali sabse bdi company he bharat me eske sabse jyada customer he.

Airtel ne hal hi me

Airtel My Family Plan naam se ek plan start kiya he .

He ?

Airtel dvara start kiya gya ek nya plan he jiski madad se ham family ke kisi ek 

member ke mobile ka internet pack sabhi us kar sakte he matlab ek internet plan ka labh sabhi family member le sakte he.

Esme total 4 member ke mobile no. Add kar sakte he


 

Kaise Jude ?

Jis kisi ko apne internet pack ko or logo ke saath me share karna he ya jodna he use apne mobile se ek sms send karna hoga .

~~ Sms me "ADD space family member ka mobile no. type karke 121 par send karna hoga.

~~ Or kisi member ko apne plan se remove karne ke liye sms kre

"DEL" space mobile no. Or send kre 121 par


~Apne mobile me family member jo add kiye hua he unki detail janne ke liye sms kre "VIEW" or send kar de 121 par

Note - Airtel me ham sirf 3G or 4G net pack ko hi ham apne family member ke saath share kar sakte he.


आप जान चुके है फैमेली प्लान क्या है और इसका फायदा

To isliye friday ko film/movie release karte hai

तो इसलिए शुक्रवार को रिलीज करते है फ़िल्म
                             क्या आप को पता है शुक्रवार को यानी friday को मूवी रिलीज करते है,दोस्तों सब से पाहिले mugal-e-aazam 1960 में रिलीज हुयी थी वो उस ज़माने की सुपर डुपर हिट मूवी थी। और वो मूवी फ्राइडे friday को रिलीज हुई थी


                       उसके बाद काफी मूवी रिलीस हुई मगर सब के सब फ्राइडे को ही होती रही और तब से फ्राइडे का रिवाज भी बन गया था दोस्तों
                     और तो और उस्का एक और फायदा है की शुक्रवार के बाद शनिवार और रविवार आते है इसका मतलब दोनों छुट्टी के दिन है
                       और इसलिए वो मूवी देखने आते है,


आप ने सब पढ़ लिया होंगा और भी अनसुनी बातो पे में टिप्स लिखते रहूंगा आप बस गूगल में Net king akash इतना दाल देना,


Tags,
friday ko movie relise kyon karte hai,शुक्रवार को मूवी रिलीज़ क्यों करते है,friday ko movie kyon relies karte hai

Monday, June 27, 2016

live tv dekhe bina buffring ke Populer applications by net king akash

Live tv dekhne ke tarike,live tv dekhe bina buffering ke

Dosto ham sabhi ko tv dekhne ka bhut shok hota he koi tv par cricket dekhna pasand karta he to koi movie dekhna chahta he.

Tv aaj har parivar ka ek aaham hisha ban gya he lekin kabhi kabhi ham kuch karano se tv dekh nhi pate kyoki ham jruri kam ke bahar chale jate he us time hmare kuch importance tv program miss jo jate he


Mobile par live tv dekhne ke liye aapke smartphone me live tv dikhane vala application hona jruri he.

Mobile par live dekhne ke liye sabse pahle aap ko application download karni hai


Sabse pahle aapko apne mobile me ek application install karni hogi play store se jo live dekhne ki suvidha deti he.

Live tv dekhne ke liye konsi application install karni chahiye


Me aapko kuch apps ki jankari de rha hu jo live tv ki suvidha deti he.


                             1. nexGTV
Sab se populer application 


2. YuppTV
Kam se kam buffer karta hai....


                                  3. Hotstar
Yah aaj ke time me bhut hi popular apps ban gya he es par live tv dekhni ki suvidha nhi he balki aap espe star tv network ke sabhi show dekh sakte online movie ka bhi aanand uta sakte he .



Sunday, June 26, 2016

Truecaller search se apna naam kaise hataye,how to remove your name in truecaller

Truecaller se apna naam kyon hataye aur kaise hataye

                            To dosto aap ko agar lagta hai ki aap ka number kisiko na dikhe na kisiko pata chale ki hume kon call karta hai....aur aap ne truecaller pe id bhi na banaya ho fir bhi aap ka number pata lagta hi hai....to ab kya kare kaise mitaye....
sab se jada darne vale log yani g.f ya b.f unko dar hota hai g.f ke ghar me kisine call kiya hai kahi uske bhai ne call uthaya to kya kare kaise kare....are daro mat or number bhi pakda gaya tab bhi daro mat mujhe comment kar dena aap ke liye hi to net king akash ye website nikali hai....
aaiye apne point pe aate hai....

Truecaller ke search se aapna number remove karte hai


Step 1: Upar ke menu bar par click kare.





Step 2:  Then settings par click kare.


Step 3: Settings me jane ke bad about par click kare.


Step 4: Then niche aapko deactivate accountoption dikhega uspar click karke yes par click kare


Step 5:  Then  ye link par jaye www.truecaller.com/unlist ( Truecaller app close kare browser me ye link kholna padega. )

Step 6: Link par click karne ke bad Webpage open ho jayega usme aapko ek form dikhega usko correct fill karke unlist par click kare

Step 7: uske bad Pop up window khulega waha yes par click karte hi aapka number Truecaller search se remove ho jayega. Aapke number ki koi bhi information kisiko nhi dikhegi
I hope aapko ye post pasand aagai hogi. Is post ko share karna na bhule. Agar aapka koi sawal hoga toh comment kare is blog par aapko aur bhi bahot usefull article milege aap unko bhi pad sakte hai so keep visiting alltechinfo have a nice day.
to dosto aap ne sab sahi se samaz liya hai or fir bhi kuch problem ho to aap comment jarror kare aap ke har saval ke liye net king akash to he hi....

Wifi password bhul gaye,connected wifi password kaise pata kare

Connected wifi ka password kaise pata karte hai....aayiye jante hai kaise karte hai....

wifi password bhul gaye ho...aaiye jante hai kaise
hollo dosto me net king akash yani akash ubale aap ke liye ek super fast computer treak laya hu....
                        Aap sabse acchi or sabse great idea laya hu jisse aap apne dost ya khud ka wifi password bhul gaye honge to aap ke kaam aayengi bus aap ko like and share karna hai jisse aap duniya ki har knowladge sikh sakte ho....
                  Dekho dosto kaise karna hai....aayiye step by step samza dunga...wifi password kaise pata karte hai
WiFi se Connected  Laptop ya PC se Password kaise pata kare 
Dosto Connected WiFi se Password Churana ya pata karna koe badi bath nahi hai Agar Aap bhi Ess Trick ko hindi me Jan na Chahate ho to hume Step -by-Step Follow karo Aur Share karo 

 1) Sabse Pehela control Panel me Jao aur  Network And Sharing Center ko Open karo 
2) Open karte hi Tumhe right Side me Active Network Aria yane WIFI Connected dikhayega vaha WiFi Signal par Click karo 
 3) Signal par click karte hi tumhare Samane Ek pop-Up-Box khulega vaha se Wireless Propertypar Click karo 
 4) Wireless Property me Enter karne ke badh tumhare Samne ekk Pop-up khulegi jaha 2 button hoge Usme Se dusare button par click karo yane Security Button par -jaise hi Aap 2nd button par click karoge vaise hi niche kuch option show honge Usme Se last button koEnable karo yane { show character }   
 5) Show Character par click karte hi tumhare WIFI ka password Show honga to Dosto Esi tarah hum Wifi me Lage Koe bhi laptop -computer  se Wifi ka password kuch hi Second me nikal sakte hai 
Ab aap samaz gaye kaise aap apne dost ka ya apna wifi ka password pata kar sakte hai....

Friday, June 24, 2016

Tweeter account kaise banaye,how to open tweeter account in hindi information by akash ubale

Twitter Account Kaise Banaye Aur uska use kaise kare sab jankari in hindi by akash ubale

Bahut se log nahi jante ki twitter kya hai, twitter account kaise banate hai aur twitter kaise use karte hai, to dosto aaj is post ke jariye me aapko dene ja rha twitter par account banane se lekar use karne ki puri Jankari Hindi Me.

Twitter Kya Hai...?

Twitter ek micro-blogging site hai jaha aap opinion,links aur views ek-dusre ke sath share kar sakte hai, twitter facebook ke baad dusra sabse bada social networking platform hai.

Twitter Par Account Kaise Banaye:-

Twitter par account banane ke liye www.twitter.com par jakar Sign Up karna hota hai jaha information bharni hoti hai, twitter account banane ke liye full name, email address aur password enter kijiye.

Sign Up For Twitter par click kare agle page par apna username choose kare, uske baad Create my Account par click karna hoga.

Agle page ne twitter par kuch accounts ko follow karne ke liye recommend kiya jayega, aap chahe to skip kar sakte hai.

Twitter Account Verify Kaise Kare:-

Twitter ki taraf se aapki email id par verification email aayega jo email id aapne sign up ke time enter kari thi, email ne ek verification link hoga jis par click karne par aap apne twitter account par redirect ho jayenge aur aapka twitter account Verify ho jayega.

Twitter Profile Ko Complete Kare:-

Twitter par account banane ke baad use personalize karne ke liye kuch informations add karni hoti hai, aap Setting ke button par click karne apne twitter account me information add kar sakte hai.
Profile option par click karke information add kijiye.


Twitter Kaise Use Karte Hai :-

Dosto aapne twitter account bana liya hai to yaha twitter ki kuch basic chijo ke baare me bta deta hu taki aap twitter use karna sikh jaye.


1. Tweet - ye abhi 140 character ka hota hai jisme aap twitter Status update kar sakte hai, future me ise 140 character se jyada karne ki soch rhe hai.

2. Retweet - jab koi aapke dwara ki gayi Status update ko reshare karta hai use Retweet kahte hai.

3. Reply - kisiko public message bhejne ke liye uske @username ka use kiya jata hai,
jaise @HinglishTech aur aapka message.

4. Direct Message - kisiko direct message bhejne ke liye DM feature ka use kiya jata hai, DM bhejne ke liye user aapko follow kiya hua hona chahiye.
Example:- D HinglishTech aur aapka message.

5. Hashtag - Twitter Status me kisi khas keyword ke aage # ka use kiya jata hai jo twitter ko discovere karne me help karta hai.
Jaise #Technology #New Year

Dosto aap ne sikh liya hai tweeter kya hai Tweet kise kahte hai aap bhi hume sopport kariye taki aap ko acche se acche help kar saku....or har ek chij ka account kaise banate hai samza saku

Online recharge ke best and populer aplications apk net king akash

Online Mobile recharge kaise kare 

online balence transfer
अगर आप अपने Phone,Dish Tv,Restaurant,Metro, आदि का भुगतान घर बेठे करना चाहते है तो यह लेख आपके लिए है, इस लेख में आज हम आपको ऐसे तीन लोकप्रिय एंड्राइड एप्प के बारे में बताएंगे जो आपको घर बेठे ऑनलाइन रिचार्ज,पैमेंट की सुविधा देते हैं।

ऑनलाइन रिचार्ज क्या है-
ऑनलाइन रिचार्ज एक ऐसा तरीका है जो आपको बिना किसी शॉप पर गए घर बेठे या कही पर भी रिचार्ज करने की सुविधा देती है, जहाँ आप अपने बैंक से पैसे भुगतान करते है।
ऑनलाइन रिचार्ज के फायदे –
1. Save Your Time समय की बचत
2. Attractive Offers
3. Secure system
ऑनलाइन रिचार्ज के लिए क्या चाहिए –
1. स्मार्टफोन या कंप्यूटर
2. इंटरनेट कनेक्शन
3. डेबिट/क्रेडिट कार्ड या नेट बैंकिंग
4. थोडा दिमाग 😂
1)  Free charge application

अगर आप इसके नाम पर जाकर यह सोच रहें है की यह Free है तो इसके नाम पर मत जाइये यह मुफ़्त नहीं है यह इ-कॉमर्स कंपनी स्नैपडील के अंतरगत है,यहाँ आपको फोन रिचार्ज करने के लिए पैसे देने पड़ेंगे। यह एक बहुत ही लोकप्रिय और विश्वसनीय एंड्राइड एप्प है,एंड्राइड एप्प स्टोर पर इसके 10 मिलियन डाउनलोड है, personally फोन रिचार्ज करने में मैं इसे use करता हूँ। इसके द्वारा आप Mobile Recharge,DTH,Postpaid Bill Payment, Electricity, Gas,Metro और यहाँ तक की एक बैंक से दूसरे बैंक में Money Transfer भी कर सकते हैं,इसके लिए आपको 2% अतिरिक्त शुल्क देना पड़ेगा।
Website –                     **Click Here**
Android App –             **Download**
Discount Coupons     **Click Here**

2) paytm

यह भी एक लोकप्रिय एप्प है जो आपके मोबाइल को रिचार्ज करने में सहायता करेगा। यहाँ से भी आप Mobile Recharge, Gas,Electricity, Metro, और मनी ट्रान्सफर कर सकते है।
Website –               **Click Here**
Android App –        **Download**
Discount Offers    **Click Here**
3.Mobikwik
यह एक लोकप्रिय एप्प है जिसके लगभग 1 करोड़ भारतीय उपभोक्ता है,इससे भी आप ऊपर के सभी प्रकार के रिचार्ज और मनी ट्रान्सफर कर सकते हैं।
Website –                  **Click Here**
Android App –           **Download**
Discount Offers –     **Click Here**
अगर आप कोई प्रश्न पूछना चाहते हैं या आपका कोई सुझाव है तो आप हमें Comment बॉक्स में लिख सकते हैं।
iske baare me me seprate me ek ek ka upayog likhne vala hu....so enjoy it koi saval ho bus is net king ko yaad karna....
apne dosto se share kariye

Reliance free net kaise chalaye by Net King Akash

Reliance Sim Me Free Internet Kaise Chalaye indime jankari

Idea Aur Airtel Ki Working Trick Upload Karne Ke Baad Aaj Ham Reliance Ki Free Proxy, VPN based Internet Tricks Lekar Aaye hai, Yah Proxy Trick Kai Stated Me Kaam Kar Rahi hai.
Reliance Free Internet Tricks March -April 2016
Hamare Sabhi Tricks VPN Par Based Hai, Aur Sabhi Badhiya Work Kar Rahe Hai, Kyuki VPN Tricks Network based hote hai, Esliye Kuch Elako Me Fast Kaam Karte hai, Aur Kahi Thik Se Chalte Bhi Nahi. Fir Bhi Aapko Hamare Sabhi Tricks Ka Use Karna Chahiye. Reliance Me Free Internet Use Karne Ke Liye Niche Diye Hue Step Ko Follow Kare –
For Smartphone Users

1. Droid VPN AppDownload Kare.
2. Agar Aapke Paas Account Nahi hai, to Naya Account Banaye. Aur Fir Login Kare.
3. Ab kisi Bhi Server Se Net Connect Kariye, Aur Free Internet Ka Maza Len.


Pc users ke liye niche padhiye

1. Sabse Pahle Yahan Se PD – Proxy SoftwareDownload Kariye.
2. Agar Account Nahi Hai, to New Account Banaye, Fir Login Kare
3. Ab Demo 1 Ya Demo 2 Me Se kisi Ko Bhi Select Karke Connect Kariye.
Agar Yah Connect Ho Jata Hai, To Reliance Free Super Fast Internet Ke MaZe Ligiye
Trick No 2. Reliance New Working Trick
1. Sabse Pahle Koi Small Data Pack Se Phone Recharge Kare.
2. Koi Chota Twitter Pack Active Kare
3. Ab Phone Setting Me Jakar Network Setting Par Jaye, Waha New APN Settings Me Jakar Yah Type Kare.
APN      : rcomwap OR smartwap
Proxy.   : about.twitter.com OR 31.13.73.1 OR blog.twitter.com
Port.     : 80
Ab En Sab Setting Ko Save Kare. Phone Ko Restart Kare, Ab Free Internet Chalaye.
Trick No 3.  Working In Delhi And Some State Of Northern India
Phone Settings Me Network Settings Par Jayiye. Yahan APN Par Jaye Aur New APN Banaye, Yahan Dale –
Name.     :   hindi2web
Proxy.      :   0.Internet.org
Port.        :   82
Ese Save Karke Default APN Banaye. Aur Phone Ko Restart Kare.
Ab Aap Free Internet Use Kar Sakte hai.
Friends, To Aaj Hamne Aapko 3 Tarike Bataye Reliance Se Free Internet Use Karne Ke.
Agar Ye Trick Aapke State Me Kaam Nahi Kar raha hai to jarur bataye unme kuch change kar ke aap ke state me bhi lagu karenge....or aap ke state me free net treak hack karne vale me net king akash yani mera naam honga.....chalo ab free me net chalaiye

Idea free internet kaise chalaye

Idea Me Free Internet Kaise Chalaye In Hindi

Agar Aap Apne Phone Me Idea Ke SIM Se Free Internet Use Karna Chahte hai, To Aaj Ke Latest Post Me Ham Aapko Kuch Ese Tricks Batayenge, Jiski Help Se Aap Idea Ke SIM me free Internet Use Kar Sakte hai. Es Guide Me Ham Aapko idea free GPRS, Proxy, VPN Trick Batayenge, Jis Se Aap Free Internet Use Kar Sakte hai.

#1. Proxy Se Idea Free Internet Chalaye
Yah Proxy based trick kuch states me work Kar raha hai, Jisme Maharashtra, Gujrat, Asam Shamil Hai. Agar Ye Trick Aapke States me Bhi Kaam Kar raha hai, to Comment karke batayen.
Idea Free Proxy Internet Use Karne Ke Liye Kya Chahiye –
1. Idea 2G/3G/4G Enabled SIM
2. Balance 1₹ Se Kam
Idea Free Proxy Internet Kaise use Kare
For Mobile Users
Sabse Pahle Phone Setting Me Access Point Par Jayiye,
Ab Create New Par Click Karke Niche Wala Setting Fill Kariye.
Account Name : netkingakash.com
Access Point    : Internet
Proxy                 : 186.149.156.119
Port                    : 80
Home Page       :  http://google.com
Es Setting Ko Save Karne Ke Baad Phone ka data connection ON Kare, Aur Free Idea Net Ke Maze Le.
Yah Trick Sabhi Nokia, Micromax, Aur Android Phone Me Chal Raha hai.
For PC User
Computer Me Idea Free Internet Use Karne Ke Liye, Browser Me Jayiye, Network Setting Me Jakar Ye Dalen
Proxy            :  186.149.156.119
Port.             :   80
Home Page :  http://google.com
Idea Free Internet VPN Trick Ke Dwara
Friends, Yah Trick Kewal PC Ke Liye hai, Aur March -April 2016 Me Fast Chalegi.
Es Method Ke Dwara Aap Apne PC Me Free Internet Ka Maza Le Sakte Hai.
Idea Free Internet Ke Fayde
1. Work All Over India Without Disconnection Issue
2. No Sim Blocking
3. Work On Zero Balance
Idea Free VPN Se Internet Kaise Chalaye
1. Sabse Pahle NMD VPN Yahan Se PC Ke LiyeDownload Kare
2. Ab Idea Free 3G Internet Configuration File Yahan Se Download Kare
3. Download Ki Hui file Ko Extract Karke NMD VPN folder Me Dale.
4. VPN Ko Connect Kare, Aur Free Internet Use Kare
Friends, Agar Upar Ke Proxy Aur VPN trick Aapke State Me Work Nahi Kar Rahe Hai, To Yah Easy Tarika Apnaye.
Sabse Pahle SMS Me Jakar PORT SPACE Mobile No. Likhkar 1909 Par Send Kar De. Jaise Agar Aapka Number Hai 9990727227 To Message Me Jakar Type Kare PORT 9990727227 Aur 1909 Par Send Kar De. Thodi Der Me Aapko Ek Message Aayega, Jisme Ek UPC Code Hoga. (Free Internet Use Karne Ke Liye Yah Message Aana Jaruri hai)
Ab 24 Se 72 Ghante Me Idea Ke customer care ka call Aayega, Aur Wo Aapse Puchenge ki Aap Apna SIM Port Kyu Karana Chahte hai. Aapko Bolna hai ki Mere No. Par DATA Cost High hai, Aur Esse Kam me Mujhe Dusre Company Ke  SIM me Data mil raha hai, Customer Care Wala Jo Jo sawaal puche, Aap Sabka Answer de. BAAD Me We Aapse Kahega ki Ham Aapka Internet 1 Ya Fir 3 Mahine Tak Free Kar Dete hai. Bas Ho Gya Kaam, Ab Aapka Kaam Ho Gya. Bas Free Internet Use Karna Start Kariye.
Idea Free 1GB 3G Data Trick
Friends, Idea Ek Naya Offer lekar Aaya hai, Jisme Bas Aap 1 RS Me 1 GB Tak Free 3G Internet Use Kar Sakte hai. Eske Liye Niche Diye hue Step Ko Follow Kare .
1. Sabse Pahle MY Idea App Download Kare
2. Yahan New Account banaye, Apne Idea Number Se
3. Account banane Ke Baad Offer Sections Par Jayiye, Aur Ye Coupon Code Apply Kare APP1
4. Ab Bas 1 Rs Apne Debit/Credit Card Se Katwaye, Aur 1GB Tak Free Internet Paye.
Idea Free 4G Internet Trick
Airtel ki tarah Ab Idea Bhi 4G Offer lekar Aaya hai, Aur Jo Apne SIM Ko 4G me upgrade karwa Rahe Hai, unhe Idea 1GB free 4G Data De raha hai. Eske Liye Niche Diye Hue Step Ko Follow Kare.
1. Yahan Se Idea 4G Page Par Jaye
2. Ab Apna State Chuniye.
3. Name, Email, Mobile No. Dalkar Submit Kariye.
Ab Ek Confirmation SMS Aayega ki Aapka Phone 4G Me Upgrade Ho Gya hai, Aur 1GB 4G Data Aapko milega.
To Friends, Ye Kuch Working Idea Internet Tricks The, Jinke Bare Me Aapko Pata Hona Chahiye.
Waise Mai Aur Mere Friends To Es Free GPRS Trick ka Use Kar Rahe Hai, Kya Aap Es Trick ka Use Kar Rahe Hai Ya Ye Aapke State Me Kaam Nahi Kar Raha Hai. Please Comment Karke Jarur Bataye.
dont Coppy akash ubale's blog. Powered by Blogger.

Latest News

Blog Archive

like my facebook page

comment me

All problem 1 sellution by akash ubales post

वेबसाईट निर्माता के बारे में Net King Akash

My Photo
दोस्तों में आकाश उबाळे,मुझे लोगोकी हेल्प करना अच्छा लगता है मैंने ये वेबसाइट सिर्फ लोगोकी हेल्प के लिए निकाली है,इसलिए मैंने इसमें एडसेंट नहीं लगाई,तो दोस्तों आप का फैमेली प्रॉब्लम हो हस्बेंड वाइफ प्रॉब्लम हो या दुनिया का कोई भी प्रॉब्लम हो आप मुझे बिंदास बोल सकते है आप के हार बात का जवाब दूंगा Netkingakash27@gmail.com

Thanks for visit my site.....Net King Akash

Name

Email *

Message *

Contact Form

Name

Email *

Message *

Love Problem ke sellutions

क्या सीखना चाहते हो निचे पढ़िए,हर एक अपने चॉइस से

Popular Posts